Abhi duniya is taraf ja rahi hai ki aap is duniya Ko chalane wale Ban sakte hain waqt hai to sirf waqt Dene ka.
Coding aur gaming ki madad se aap kisi bhi Insan ko uske dimag ke kam ko padh sakte hain,aur uske madhyam se aap apna kaam karwa sakte hain.
Naye prakar ke robot ko taiyar karke apna sara kaam aasani se karva sakte hai.
Mere khyal se aane wala samay isi prakar ka hoga hai.
Not Cry Only Try.
Learning per focus dijiye first time mein agar earning per focus karenge to problem ho jaega.
Jindagi ke is sabse bade problem mein kaun parna chahta hai, lekin yah nahin jaanta har Koi is jindagi ke problem mein padh chuka hai waqt hai Keval ise Sahi tarike se jeene aur samajhne ki.
Issey motichur ka laddu kha ja sakta hai jo khae vah bhi pachtae jo n khae vah bhi pachtae.🙊 @vikrant.jha.777 - my Instagram id
Agar aapke pass bahut sare knowledge hai , ek taraf se likh dijiye to aap aise hi mahan ho jaoge.
Jis prakar se aap soch rahe hain , jis prakar se aap kam karte chale ja Rahe Hain agar aapki koi aur prashansa karta hai aur aapki hi jivani ko aage aane Wale naye generation ki motivation ke liye taiyar karta hai to isase bada aur kya chij ho sakti hai.
Waqt hai use waqt Ko samajhne ki.
Jisne bhi is waqt Ko samajh liya vah aane wala waqt Ko Badal sakta hai.
No comments:
Post a Comment